Lailatul qadar intihai barkat vaali raat hai isko lailatul qadar issliye kehte hain ki ismein saal bhar ke ahkam nafiz (lagu) kiye jaate hain matlab frishte ragistrun mein aaindah saal hone vaale muaamlaat likhte hain jaisa ki tafsèer saavi ki jild 6 pag.2398 par hai
اَیْ اِظْہَارُ ھَا فِیْدَوَا وِیْنِ الْمَلَاءِ الْاَ عْلٰی۔
Tarjama:- use (yani umoore-taqdeer ko) muqarab frishtun ke ragistrun mein zaahir kar diya jaata hai iske siwa aur bhi bahut si shraften iss mubarak raat ko hasil hain mufassir-e-shaheer H.m.ahmmad yaar khan a.r. farmate hain ki Iss raat ko qadar vaali raat ko kuchh wajuhaat se kehte hain 1) ismein next eyer ke kaam fix karkr frishtun ke supurd kardiye jaate hain Qadar ka matlab (taqdeer-ya-izzat) yani izzat vaali raat
2) ismein qadar vaala quraan naazil huwa
3) jo ibadat iss shab mein ki jae uski qadar hai
4) qadar ka matlab tang & chhote ke hain ki frishte iss raat mein itne aate hain ki zameen bhi tang hojati hai inhin wajuhaat ki bina par is shab ko shab-e-qadar kehte hain (muaiz-e-naimiya)
Bukhari shrif ki hadees mein hai jisne iss raat mein imaan-o-ikhlaas ke saath qyam ibadat) kya to iske umar (life) bhar ke pichhle gunah muaaf kar diye jaenge 83 saal 4 mah se ziyadah unlimited سبحان الله(sahi-bukhari jild 1 pag 440)
Lihaza iss muqadass raat ko har gizz gaflat mein nahin guzarna chahiye iss raat ibadat karne vaale ko one thausand 1000- month yani 83 saal 4 mah se bhi ziyadah ibadat ka sawab ataa kiya jaata hai aur isse ziyadah ka ilm Allah taala jaane ya uske batane se uske pyare habeeb s.a.w. jaane ki kitna hai iss raat mein hazrate sayyaduna jibraeel a.salam aur frishte naazil hote hain aur fir ibadat karne vaalun se musafha karte hain iss mubarak raat ka har 1 lamha salamti hai salamti hai aur yeh salamati subah sadiq (fajar ke waqt) tak bar qaraar rehti hai yeh Allah taala ka khaasul khaas karam hai ki yeh raat sirf apne pyare habeeb s.a.w. ko aur aapke sadqe aapki ummat ko ataa ki gai hai chunan che Allah taala quraane kareem mein irshad farmata hai بِسْمِ اللہِ الرَّحْمٰنِ الرَّحِیۡمِ
اِنَّاۤ اَنۡزَلْنٰہُ فِیۡ لَیۡلَۃِ الْقَدْرِ﴿۱﴾ۚۖ وَ مَاۤ اَدْرٰىکَ مَا لَیۡلَۃُ الْقَدْرِ ؕ﴿۲﴾ لَیۡلَۃُ الْقَدْرِ ۬ۙ خَیۡرٌ مِّنْ اَلْفِ شَہۡرٍ ؕ﴿ؔ۳﴾ تَنَزَّلُ الْمَلٰٓئِکَۃُ وَ الرُّوۡحُ فِیۡہَا بِاِذْنِ رَبِّہِمۡ ۚ مِنۡ کُلِّ اَمْرٍ ۙ﴿ۛ۴﴾سَلٰمٌ ۟ۛ ہِیَ حَتّٰی مَطْلَعِ الْفَجْرِ ٪﴿۵﴾
Tarjama kanzul imaan:-
Allah ke name se shuroo jo bahut meharbaan rehmat vaala hai" be shak humne ise shabe qadar mein utara aur tumne kya jana shabe qadar kya hai? Shabe qadar 1000 mahinu se behtar hai issme frishte aur jibraeel a.salam utarte hain apne rab ke hukam se har kaam ke liye woh salamti hai subah chamkne tak
(Para30 surah-qadar)
my all dears shab-e-qadar kis qadar aham raat hai ki iski shaan mein allah taala ne puri 1 surat naazil farmai hai iss raat ki kafi khususiyat irshad farmai hain aur mufasireene kiram iss surat ke bare mein farmate hain ki iss (shab-e-qadar) mein allah ne quraane majeed ko Lohh-e-Mehfooz se aasmane dunya par nazil farmaya aur fir taqriban 23 baras ki muddat mein apne pyare habeeb s.a.w. par use ahista ahista naazil kiya

shab e qadar ke fazail totkay in urdu | |
32 Likes | 32 Dislikes |
1,691 views views | 508K followers |
People & Blogs | Upload TimePublished on 8 Jun 2018 |
Không có nhận xét nào:
Đăng nhận xét